Sadako
me bheed, chouraho me bheed
Manzilo
me faaslo ki bheed
Chal
rahe raasto me kadamo ki bheed
Makaano
me bheed, Imaarto me bheed
Aankhon
me Sapno ki bheed
Bad
rahi zindagi me jimmedariyon ki bheed
Dosti
me bheed, Dushmani me bheed
Apno
me paraayo ki bheed
Ban
rahe rishto me umeedo ki bheed
Chahato
me bheed, Armaano me bheed
Dilo
me mohabbato ki bheed
Badal
rahe haalat me sawaalo ki bheed
Kuch
bheed me kho rahe aur mil rahe hai
Baaki
bheed me haar rahe aur jeet rahe hai